mojuda daur dajjali fintno ka daur he


موجودہ دور دجالی فتنوں کا دور ہے۔
 ان فتنوں میں سے ایک بڑا فتنہ ٹی وی ہے۔
اس لئے کہ ٹی  وی کے ذریعے آج معاشرے میں ہر قسم کی برائیوں کی تشہیر
 کی جا رہی ہے اور حیا کو ختم کیا جا رہا ہے۔
 حالانکہ ازروئے  حدیث حیا ایمان کا حصہ ہے۔حیا چلی جائے تو ایمان باقی نہیں رہتا۔
انٹرنیٹ، فیس بک اور موبائل کے ذریعے نئی نوجوان نسل کو تباہ کیا جا رہا ہے۔ 

اپنا حساب کرو، اس سے پہلے کہ تمہارا حساب کیا جائے

www.AaoKamyaabikiterf.Blogspot.com  
Facebook Page: AaoKamyaabikiterf

mojuda daur dajjali fitno ka daur he.
in fitno mein se aik bara fitna T.V. he.
is lie keh T.V. ke zariye aaj maashre mein her qisam ki buraiyun ki tash'heer ki ja rahi he aur Haya ko khatam kiya ja raha he.
halan keh azrooey hadees Haya Eeman ka hissa he. Haya chali jaey to Eeman bhi baqi nahi rehta.
Internet, facebook aur mobile ke zariye nei nojwaan nasl ko tabah kiya ja raha he.
Apna hisab kero, is se pehle keh tumhara hisab kiya jaey.

No comments:

Post a Comment