خواتین کے لئے آج کے دور
میں سب سے بڑا جہاد یہ ہے کہ
آئندہ نسلوں کو دجالی
تہذیب سے دور رکھنے کی بھرپور کوشش کریں ۔
ہر ماں کی یہ ذمہ داری ہے
کہ خود بھی ستر و حجاب کی پیروی کرے
اوراپنی بچیوں کو بھی پردے
کا خوگر بنائے
میڈیا اور مخلوط تعلیم کے برے اثرات سے
بچائے
ماں کی گود بچے کی پہلی تربیت گاہ ہے۔
آ گوش مادر
یہ سکول پہلا
جہاں تربیت پاتے ہیں
سارے ہی اعضاء
جہاں لوح سادہ پہ کھنچتا
ہے نقشہ
اترتا ہے ماں
کے خیالوں کا
چربہ
www.AaoKamyaabikiterf.blogspot.com
Facebook
Page: AaoKamyaabikiterf
Khawateen ke lie aaj ke daur mein sab se bara jihad yeh he keh
aaindah naslon ko dajjali tehzeeb se door rakhne ki bher poor koshish karein.
her maan ki yeh zimma dari he keh khud bhi satr o hijab ki pairwi kare
aur apni bachiyun ko bhi perde ka khu ger banaey
media aur makhloot taleem ke bure asraat se bachaey
maan ki gaud bachay ki pehli terbiyyat gah he
aaghosh e mader yeh school pehla
jahan terbiyyat paate hein saare hi a'aza
jahan loh saada peh khinchta he naqsha
uterta he maan ke khayaalon ka cherbah

No comments:
Post a Comment