حضرت ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:"لذتوں کو کاٹنے والی کو بہت یاد کرو۔" رواہ الترمذی

Fajar ki Sunnaton ki Fazeelat

        
Fajar ki Sunnaton ki Fazeelat

Nabi Akram SAWW ne fermaya beshak Allah ne tumhare lie aik namaz ka izafa fermaya he
Aur wo surkh oonton se ziada behter he aur yeh do rak'atein hein namaz e fajar se pehle.

Sunan aur nawafil mein waqei subh ki sunnaton ki khas hesiyyat he.
Is lie safar mein bhi in sunnaton ko adaa kerne ki buhat tergheeb he.
Hamein bhi Allah ke is ehsaan ki qadar kerni chahie.